Kaash
Photo courtesy: Kaypee
This sketch is hand made. Just few random thoughts about her...
===================
ek baat hum keh nahin paye
haale dil bayaan nahin kar paye
aankon mein bas unka hi noor
kaash woh aankhon sey padh patey
terey chahney wale hain hazaron
ek jhalak ke deewaein hain hazaron
lekin mery pyar ki sacchai ko
kaash wo aankhon sey padh patey
har khayyal mein hain unka hain deedar
har raastey par unka hain intezaar
woh hain hamari dil ki gehraiyon mein
kaash woh aankon sey padh patey
Laakh koshish ki mager yeh fasla mitta hi nahin
Ke wo meri kisi sada pay thehri hi nahin
badi mushqilon sey kisi ko miltey hain chahney waaley
kaash woh aankhon sey padh patey
Sameer Dwivedi
7 Comments:
tere poem ko padh ker jo khayal ayaa,
woo kho gaya mere aanhon ki gahraiyo main,
kash tum mere aankhon me dub ker onhey dhund pate..
kaash tum aankhon sey padh patey...
Eyes aaah how sometimes eyes could tell you everything going on in someone's mind. :D
Nice work re !
this is a test
Agar aankhon ke ishaare samajh sakta koi
bina kisike kuch kahe
to duniya mein toote dil nahi milte kabhi
Seene mein dhadkta rehta dil
Uske tukde aankhon mein na chubte kabhi...
Thanks for dropping by at my blog :)
TOO GOOD dude!!
I suck at poems, so I cant write...
But I can very well appreciate them n I always like your poetry! Thoughts so beautifully woven. Good Piece man!
@aakansha, @ moron, @naresh
Thanks a lot for appreciation.. you people will see more of these in future
Post a Comment
<< Home